C-DAC "THE SUPER COMPUTING PEOPLE"

Centre for Development of Advanced Computing ( C-DAC ) ,established in March 1988, is primarily an R&D institution involved in the design, development and deployment of electronics and advanced Information Technology products and solutions. Constituting the largest R&D Lab in the Department of Information Technology ( DIT ), Ministry of Communications and Information Technology ( MCIT ), Government of India. It was originally setup to bring out High Performance Computing and Communications (HPCC) solutions to the scientific community through the parallel processing route.

Apart from HPC, C-DAC is into core R&D areas like Grid Computing, Real Time Systems and Embedded Electronics, Broadband and Wireless Networking, Multimedia Computing, Advanced Computing Training School (ACTS) and Software Technologies.

Tuesday, December 14, 2010

Tappori Engineer

appun jaise tappori h/w Engg. ko kya maalum...
saala programming kis chidiya kaa naam hai...
template me subclassing karke apanaa timepass hota hai....
copy paste kaa kaam miltaa hai bass appun khush...!!!
fir yeh coding kaa lafdaa locha kaiko?
are kaiko ?
arre kaiko re?
fir ek din boleto appun ko log mila.....
ya haaaaaaaaaa!!!!
saala appun ka khopdi chakkar kha gaya ...
computer ke saath dil saala takkar kha gayaa...!!!
appun ko lagaa appun kaa beda paar ho gaya...
boleto baap saala appun ko bhi kaam mil gaya...!!!
din bhar appun computer ke aagge...
koi lafdaa nahi kuch nahi...
tin din naa Diggu se raada na Abbhi se pangaa
bass choop chaap...
appun kaa bhidulog saala dar gaya...
bola kya be ateet saala tu bhi programmer bann gaya...!!!
phir ek din appun ko kaam kartaa dekh sachya bola...
ye ateetbhai kya form bana rela hai baap...!!!
sachya ko pakdaa... bola idhar aa shahane tereko form seekhataa hai...
saale ko itnaa dhoyaa itnaa dhoyaa...
abhi tak thobdaa waakadaa hai ...
aur aaj tak uska forms ke saath
chattis ka aakra hai.........

1 comment: